हुसैनियत फिर से होगी ग़ालिब जलाले हैदर क़रीबतर है
यज़ीदे दौराँ तेरे लिए अब अज़ाबे दावर क़रीबतर है
हुसैनियत फिर से होगी ग़ालिब जलाले हैदर क़रीबतर है
अज़ा-ओ-मातम न रुक सकेगा सुनो अये क़दग़न लगाने वालों
नक़ाब चेहरों से फिर उठेंगे, ख़ुदा का लश्कर क़रीबतर है
हुसैनियत फिर से होगी ग़ालिब जलाले हैदर क़रीबतर है
अज़ा धमाकों में हो रही है नमाज़ तीरों में हो रही थी
है करबला अंबिया का मेहवर और अब ये मेहवर क़रीबतर है
हुसैनियत फिर से होगी ग़ालिब जलाले हैदर क़रीबतर है
शहीद होना हमारा विरसा ये दाइशी बुज़दिलों से कह दो
शिकस्त से बच नहीं सकोगे तबाहिए शर क़रीबतर है
हुसैनियत फिर से होगी ग़ालिब जलाले हैदर क़रीबतर है
दुखाया दिल बिन्ते मुस्तफ़ा का, दिया ना हक़ इतरते नबी को
मिलेगा ज़ालिम को इसका बदला कि तेग़े हैदर क़रीबतर है
हुसैनियत फिर से होगी ग़ालिब जलाले हैदर क़रीबतर है
हसन को धोखे से देकर यतीम क़ासिम को कर दिया है
सज़ा से ज़ालिम बचेंगे कब तक रोज़ महशर क़रीबतर है
हुसैनियत फिर से होगी ग़ालिब जलाले हैदर क़रीबतर है
बनेगा जब सय्यदा का रौज़ा मिलेगा तब चैन मुस्तफ़ा को
दुआ-ए-सरकारे फ़ौजे मेहदी उम्मीदे हैदर क़रीबतर है
हुसैनियत फिर से होगी ग़ालिब जलाले हैदर क़रीबतर है
शहीद हमसे ये कह रहे हैं हमारे मक़सद को याद रखना
सुकुँ से बातिल ना रह सकेगा अज़ाने अकबर क़रीबतर है
हुसैनियत फिर से होगी ग़ालिब जलाले हैदर क़रीबतर है
हमें शहादत के रास्ते का शऊर दे मोमिनो के हादी
चलेंगे हम करबला से पैदल नजफ़ का मंज़र क़रीबतर है
हुसैनियत फिर से होगी ग़ालिब जलाले हैदर क़रीबतर है
जो सीरते आले मुस्तफ़ा पर चला है वो कामयाब ठहरा
हुसैन के ग़म में रोने वालों से हौज़ए कौसर क़रीबतर है
हुसैनियत फिर से होगी ग़ालिब जलाले हैदर क़रीबतर है
------------------------------------------------------------------
Hussainiat phir se hogi ghalib jalale Haider qareebtar hai
Yazeede Dauran ter liye ab azaabe dawar qareebtar hai
Hussainiat phir se hogi ghalib jalale Haider qareebtar hai x2
Azaao matam suno aye qadghan lagane walo Naqab chehro se phir uthenge
Khuda ka lashkar qareebtar hai
Hussainiat phir se hogi ghalib jalale Haider qareebtar hai x2
Azaa dhamako me ho rahi hai Namaz teero me ho rahi thi
Hai Karbala Ambiya ka mehwar aur ab ye mehwar qareeb tar hai
Hussainiat phir se hogi ghalib jalale Haider qareebtar hai x2
Shaheed hona hamara wirsa ye Daaishi buzdilo se kah do
Shikast se bach nahi sakoge Tabahiye shar qareebtar hai
Hussainiat phir se hogi ghalib jalale Haider qareebtar hai x2
Dukhaya dil Binte Mustafa ka diya na haq itrate Nabi ko
Milega zalim ko iska badla ki teghe Haider qareebtar hai
Hussainiat phir se hogi ghalib jalale Haider qareebtar hai x2
Hasan ko dhoke se dekar yateem Qasim ko kar diya hai
Saza se zalim bachenge kab tak roze mahshar qareebtar hai
Hussainiat phir se hogi ghalib jalale Haider qareebtar hai x2
Banega jab Sayyeda ka rauza milega tab chain Mustafa ko
Dua e sarkare fauje Mehdi ummeede Haider qareebtar hai
Hussainiat phir se hogi ghalib jalale Haider qareebtar hai x2
Shaheed hamse ye kah rahe hain hamare maqsad ko yaad rakhna
Sukoote baatil na rah sakega Azaane Akbar qareebtar hai
Hussainiat phir se hogi ghalib jalale Haider qareebtar hai x2
Hame shahadat ke raaste ka shaoor de momino ke hadi
Chalenge hum Karbala se paidal Najaf ka manzar qareebtar hai
Hussainiat phir se hogi ghalib jalale Haider qareebtar hai x2
Jo seerate Aale Mustafa per chala hai wo kamyaab thahra
Hussain ke gham me rone walo se hauzae Kausar qareebtar hai
Hussainiat phir se hogi ghalib jalale Haider qareebtar hai x2
No comments:
Post a Comment
Comments are going to be moderated