हाय मदीना छोड़ के सहरा में आए हैं
क़ुरबान करने भाई भतीजे को लाए हैं
लाशों के दरमियान दिले बुतुराब है
रो रो के हर शहीद से करता ख़िताब है
असहाब के लाशे पे ये कहता है तड़प कर
ज़िंदा नहीं अब कोई मेरा नासिरो यावर
मुझको खुदा की ज़ात पे बस ऐतबार है
परदेस में लूटा गया ज़हरा का भरा घर
हर सिम्त नज़र आते हैं मक़तल में सितमगर
मुझको खुदा की ज़ात पे बस ऐतबार है
------------------------------------------------
Haye Madina chorh ke Sahra me aaye hai
Qurbaan karne bhai bhateeje ko laaye hai
Lasho ke darmiyaan dil-e-Buturab hai
Roro ke har shaheed se karta khitaab hai
Ashaab ke laashe pe ye kahta hai tadap kar
Zinda nahi ab koi mera nasir-o-yawar
Mujhko Khuda ki zaat pe bas aitbaar hai
Pardes me loota gaya Zahra ka bhara ghar
Har simt nazar aate hai maqtal me sitamgar
Mujhko Khuda ki zaat pe bas aitbaar hai
No comments:
Post a Comment
Comments are going to be moderated