बाज़ार के मंज़र को, और अपने खुले सर को
भूली नही मैं
अपने बँधे हाथों को, बीमार के ज़ेवर को
भूली नही मैं
बाज़ार के मंज़र को, और अपने खुले सर को
भूली नही मैं
उठती हुई आँधी को, वहशत को बयाबाँ को
छुपते हुए सूरज को, तारीकी को मैदाँ को
चलते हुए खंजर को, नैज़े पे तेरे सर को
भूली नही मैं
बाज़ार के मंज़र को, और अपने खुले सर को
भूली नही मैं
मासूम सकीना को, बढ़ते हुए नैज़ों को
रिस्ते हुए गालों को, बेरहम तमाचों को
रिस्ते हुवे कानों को, खिचते हुए गौहर को
भूली नही मैं
बाज़ार के मंज़र को, और अपने खुले सर को
भूली नही मैं
लहराते हुए नैज़ा, वो शिम्र का वो बढ़ना
आ आके मेरे पीछे, हर बीबी का वो छुपना
शोलों में गिरे घर को, छिनती हुई चादर को
भूली नही मैं
बाज़ार के मंज़र को, और अपने खुले सर को
भूली नही मैं
जिस रात मैं तन्हा थी, उस रात के ढलने को
टूटे हुए नैज़े को, उस रात के पहरे को
बच्चों के सिसकने को और ख़ाक के बिस्तर को
भूली नही मैं
बाज़ार के मंज़र को, और अपने खुले सर को
भूली नही मैं
याद आता है एक माँ का, वो ख़ाक में धस जाना
और आग के शोलों में, वो माँ का झुलस जाना
जलते हुए झूले से ,लिपटी हुई मादर को
भूली नही मैं
बाज़ार के मंज़र को, और अपने खुले सर को
भूली नही मैं
फ़िज़्ज़ा को मेरा भाई, माँ कह के बुलाता था
दम उसका मेरे भाई, के नाम पे जाता था
ख़ुतबे में जो माँ बन कर, आई उसी मादर को
भूली नही मैं
बाज़ार के मंज़र को, और अपने खुले सर को
भूली नही मैं
इक चाँद था बदली में, छुपता था निकलता था
परदा दरे ख़ैमा का, उठता कभी गिरता था
वो ख़ैमा-ए-लैला से, हाय रुख़्सते अकबर को
भूली नही मैं
बाज़ार के मंज़र को, और अपने खुले सर को
भूली नही मैं
है आज भी वो गिरया, है आज भी वो ज़ारी
है आज भी पत्थर के, सीने से लहू जारी
रोते हुए पत्थर को,पत्थर पे रखे सर को
भूली नही मैं
बाज़ार के मंज़र को, और अपने खुले सर को
भूली नही मैं
याद आता है दुल्हन को, ग़श किस तरहा आए थे
इक गठरी शहेवाला, जब कांधों पे लाए थे
उस लाश की गठरी को, उस ख़ूँ भरी चादर को
भूली नही मैं
बाज़ार के मंज़र को, और अपने खुले सर को
भूली नही मैं
उन शाम की गलियों को, जिन से खुले सर गुज़रे
जिस दर से गुज़रने में , थे सोलह पहर गुज़रे
दरबार के उस दर को, और शामियों के शर को
भूली नही मैं
बाज़ार के मंज़र को, और अपने खुले सर को
भूली नही मैं
आती है "नवेद" अब भी, आवाज़ ये ज़ैनब की
है मुझको क़सम सदियों, से सूखे हुए लब की
प्यासे अली असग़र को, सूखे हुए साग़र को
भूली नही मैं
बाज़ार के मंज़र को, और अपने खुले सर को
भूली नही मैं
अपने बँधे हाथो को, बीमार के ज़ेवर को
भूली नही मैं
-----------------------------------------
Baazar ke manzar ko aur apne khule sar ko
Bhooli nahi mai
Apne bandhe haatho ko beemaar ke zewar ko
Bhooli nahi mai
Baazar ke manzar ko aur apne khule sar ko
Bhooli nahi mai
Uthti hui aandhi ko vahshat ko bayaaba ko
Chupte huwe suraj ko taariki ko maydaa ko
Chalte huwe khanjar ko Neze pe tere sar ko
Bhooli nahi mai
Baazar ke manzar ko aur apne khule sar ko
Bhooli nahi mai
Maasum Sakina ko bhardte huwe nezo ko
Riste huwe gaalo ko beraham tamacho ko
Riste huwe kaano ko Khichte huwe gauhar ko
Bhooli nahi mai
Baazar ke manzar ko aur apne khule sar ko
Bhooli nahi mai
Lehrate huwe neza, wo shimr ka wo bharhna
Aa aake mere peeche, har bibi ka wo chupna
Sholo me gire ghar ko Chinti huwi chaader ko
Bhooli nahi mai
Baazar ke manzar ko aur apne khule sar ko
Bhooli nahi mai
Jis raat mai tanhaa thi, us raat ke dhalne ko
Tute huwe neze ko us raat ke pehre ko
Bachcho ke sisakne ko Aur khaak ke bistar ko
Bhooli nahi mai
Baazar ke manzar ko aur apne khule sar ko
Bhooli nahi mai
Yaad ata hai ek maa ka, wo khaak me dhass jana
Aur aag ke sholo me, wo maa ka jhulas jaana
Jalte huwe julese,Lipti huwi madar ko
Bhooli nahi mai
Baazar ke manzar ko aur apne khule sar ko
Bhooli nahi mai
Fizza ko mera bhai, maa kehke bulata tha,
Dam uska mere bhai, ke naam pe jataa tha
Khutbe me jo maa ban kar, Ayi usi madar ko
Bhooli nahi mai
Baazar ke manzar ko aur apne khule sar ko
Bhooli nahi mai
Ik chaand tha badli me, chupta tha nikalta tha
Parda dare khayma ka, uthta kabhi girta tha
Wo khaimaa e Laila se, Haye rukhsate Akbar ko
Bhooli nahi mai.
Baazar ke manzar ko aur apne khule sar ko
Bhooli nahi mai
Hai aaj bhi wo giryaa, Hai aaj bhi wo zaari
Hai aaj bhi patthar ke, Seene se lahoo jaari
Rote huwe patthar koPatthar pe rakhe sarko
Bhooli nahi mai
Baazar ke manzar ko aur apne khule sar ko
Bhooli nahi mai
Yaad aata hai dulhan ko Ghush kis tarha aye the
Ik gathri Shahe wala, jab kandho pe laye the
Us lash ki gathri ko Us khoo bhari chadar ko
Bhooli nahi mai
Baazar ke manzar ko aur apne khule sar ko
Bhooli nahi mai
Un sham ki galiyo ko din se khule sar guzre
Jis dar se guzarne me, the solah pahar guzre
Darbare ke us dar ko Aur shamiyo ke shar ko
Bhooli nahi mai
Baazar ke manzar ko aur apne khule sar ko
Bhooli nahi mai
Aati hai "Naved" jab bhi awaaz ye Zainab ki
Hay mujhko qasam sadiyo se sukhe huwe lab ki
Pyaase Ali Asghar ko Sukhe huwe saghar ko
Bhooli nahi mai
Baazar ke manzar ko aur apne khule sar ko
Bhooli nahi mai
Apne bandhe haatho ko beemaar ke zewar ko
Bhooli nahi mai
No comments:
Post a Comment
Comments are going to be moderated